Ajaa apnay hathon se dafan kar de mujhe ,phir chali jana
Ajaa apne hathon se apnay pyaar ko dafan kar de ,phir chali jana
tere mere darmiyaan nafrat ki batain reh gayen,
haye woh laila ki mohabbat ki batain reh gayen.
Ajaa apnay hathon se dafan kar de mujhe,phir chali jana
Ajaa apnay hathon se apnay dildaar ko dafan kar de,phir chali jana,
tu kaha karti thi jab pyaar se JANU,Mujhe
woh jhooti pyaar ki batain reh gayen,
woh jhooti muskaan jo chehray par laya karti thi,
haye woh suchay pyaar ki daastan reh gayen,
Ajaaa apnay hathon se dafan kar de mujhe,phir chali jana,
Ajaa apnay hathon se apnay jan-e-jana ko dafan kar de,phir chali jana,
Tum kaha karti thi k main tumhara intizaar karon gi,
Haye woh jhooti intizaar ki batin reh gayen,
kitna satati thi mujh ko, kitna rulati thi mujh ko,
kitna bechain karti thi mujh ko,
kitna tarpaya karti thi mujh ko,
kabhi subha main,kabhi sham main,
kabhi raaton main,tu kabhi khuwaabon main,
phir kese 1 pal main chore kar chali gayen mujh ko?
phir kese 1 pal main bhula kar chali gayen mujh ko?
Ajaa apnay hathon se mujhe dafan kar de,phir chali jana
Ajaa apnay hathon se apni WAFA ko dafan kar de,phir chali jana
Submit By Shahji